Hello friends, jaisa ki Aap sb ko pta h ki aaj ke time pe blogging ek bahut bda passion or business bn chuka H. Aur iss bdte passion aur business ko dekhte huye bahut saare blogging platform internet pe h.
Inn blogging platform me se Kuch free h to Kuch paid h. Jinse me sbse popular platform h Google blogger, Uske baad WordPress h. Google Blogger most popular blogging platform h, kyonki ye bilkul free h. Aur wahi doosre number pe h WordPres.
WordPress Kuch points pe free bhi h but Extra features paane ke liye aapko Kuch investment krna pdega.
To aaj ki post ke through main Aapko Blogger Vs WordPress, ke baare me baat krenge. Blogger pros and cons, aur WordPress pros and cons.
Introduction : Blogger Vs WordPress
Phle hm baat kr lete h Dono platform ke basics ki. Ki ye kb aur Kaise open huyi thi. Uske baad hum baat krenge Blogger Vs WordPress pros and cons.
1
Blogger - Free Blogging Platform By Google
Blogger platform ek Free blogging platform h. Jo ki Google ke dvaara launch Kiya gya tha. Google Blogger Ka name phle Blogspot tha, lekin baad me isse change kr Diya gya Blogger se.
Google Blogger dvaara aapko free .blogspot sub domain Diya jaata h. Even aapko lifetime free hosting bhi di jaati h. Aap iss .blogspot sub domain ko custom domain me bhi Change kr Skte h. Ydi Aapke paas koi domain name h to.
Blogger ki khoj 1999 me Pyra Labs ne ki thi. Baad me 2003 me Google ne ise khareed liya.
2
WordPress - A Open Source Platform For Blogging (CMS System)
WordPress (WordPress.org) ek open source content management system (CMS) hai. jise PHP mein likhaa gaya Hain.
WordPress company ki 2 official website internet pe launched h.
- WordPress.com
- WordPress.org
WordPress world Ka number 1 popular CMS System h. Issi ke Saath yh Aapko freely blogging krne ka best platform h.
Ab m aapko WordPress Pros and cons aur BloGGer pros and cons, btata hu. Jo BloGGe Vs WordPress Ka main part h.
WordPress Pros and Crons
Pros Of WordPress
- Aap WordPress Blog ko Apne hisaab se Customize kr skte ho.
- WordPress Aapko lots of plugins aur tools provide karata h. Jo aapki website ko aur Extra level pe le jaati h.
- WordPress pe aapke Blog ko WordPress Khud delete nhi kr skta, Aapko full rights h ydi aapka Blog glti se delete ho jaaye to.
Cons Of WordPress
- Yha aapko khud WordPres community ke dvaara Google jaisi powerful security nhi milti. Aapko Apne Blog ki security khud rkhni hogi , iske liye aap plugins ki help le skte ho.
- If you Start a WordPress Blog, to aapko Kuch investment ki jarurt padegi. Hosting lene me.
Blogger Pros and Crons
Pros Of Blogger
Cons Of Blogger
WordPress Vs Blogger : Which should you choose? (My Opinion)
Google Blogger aur WordPress Dono hi apni jgh best h. Jahaa Google Blogger apko Free blogging Ka option deti h to wahi WordPress Aapko ek expensive website bnane Ka option deta h.
Ab baat aati h WordPress Vs Blogger, Which should you choose?. To meri do alg alg opinion h. Wo Kuch iss trh h ki ydi aap ek newbie ho aur First time blog start krne ki Soch rhe ho aur aap Kuch bhi investment nhi krna chahte to defenatly Aapko Google Blogger ke Saath starting krni chahiye.
Aur Ydi aap phle Kisi blogging platform like Tumblr, medium ya Blogger pe hi koi blog start kr chuke ho, ya investment kr skte ho, to Aap WordPress blog start kr skte ho.
Conclusion!!
So friends, Maine aapko WordPress Vs Blogger, ke baare me aapna honestly review Aapke saamne rkha. Maine Aapko Blogger Vs WordPress ke Saath Saath, pros and cons Of Blogger, aur pros and cons of WordPress ke baare me btya.
Ydi aap Abhi bhi confused ho ki which one should you pick, WordPress or Blogger. To hme Comment krke jrur btaye.